Posts

Yaa sarkaar

Shane gousul azam shahe jeelan

                    Silsila e iftekhari Yaa gousul azam Ya ghaus ul azam aapke dar laga hoon main kuch gham nahi hai mujhko agar naarasa hoon main beheela bewaseela hoon betaab o natawaan imdaad tum karoge meri jaanta hoon main ghaus ul azam shah e jeelan majhdaar mein nayiya hai sadka maula ali aao meri laaj nibha jaao tu lajpaal te main laj teri lagiyaan di lajj paalin ve meera main neevan mera meera uncha uncheyan de sang laayi sadke jaan ehna uncheyan ton jehna neeveyan naal nibhaayi barbaad mujhe karde toofan ka iraada hai kashti meri dubone ko har mauj amaada hai majboor bahut hoon main aise mein tum aa jaao sadka maula ali aao meri laaj nibha jaao main bhi reham ke kaabil hoon dukh dard ka maara hoon fariyaad suno imdaad karo aakhir main tumhaara hoon karo nazar e karam meera mere kaam bana jaao sadka maula ali aao meri laaj nibha jaao duniya mein bata dijo aur kaun hamaara hai ab raah e khuda sunn lijo sada maine tumko puka...

Kalam e bechain

Image

Fatiha full silsila e iftekhari

Silsila e iftekhari quadri chisti Fatiah

Silsila e iftekhari fatiha part 1

Silsilaeiftekhari Fatiha pdf file 1

PAIGAM E BISMIL ( PART 7)

Image
Sag e bismil Moulana room r.a  Maulana room Farmate heMere peer Shamsh Tabrez rahmtullahalaihmere dil se mahu Ho gaya isliye ki jab us se qalam lag gai to me khud wahi ho gaya -Ab Usme Aur Mujhme koi Farq nahi raha ye ba-daulat ishq ke Galbe hua -Phir Farmate hePeer Aur Allah ko Jisne do dekhaWoh bazaye Mureed ke Mardud Ho gayaNa khudi he na khudai he faqat Ek zaat w ahad he - Aur Usika tamam Aalam mazhar he -baad al-bait Mureed ko lazim he ki ye yaqeen Kare ki usne jitne gunah Sagirah qabirah kiye the woh sab Maaf Ho Gaye -Aaindah har qism ke gunaho se Bachne Aur is kam-e-shariat par paband rahe - Mohanmed quadratullah shah iftekhari Sarvar-e-qaeenat Sallallaho alaihiwasallam ke Alawah Aur kisi Nabi ko bait ki izazat isliye nahi Mili ke baad al-bait dusre nabi kizaroorat baaqi nahi rah jati Aur Huzur Sallallaho alaihiwasallam khatim al-nabiyen he isliye Aapko bait lene ki izazat di gayi - Taki dusre nabi ki zaroorat na rah jaye - iski misaal yun samjho ...

Paigam e bismil (part 6)

Image
PAIGAM E BISMIL DANA-A-GAIB«********************HIQAYAT:-*********Abu Jahal Ke Ladke Hazrat Ikrama Radi-Allahu-Ta'aala-Anhu Ne Islam Lane Se Pehle Ek Jung May Ek Musalman Ansari Ko Shaheed Kerdiya! Jab Yeh Khaber Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ko Mili To Huzoor Muskuraye! Sahaba-A-KiraamNe Arz Ki Huzoor, Aap Muskuraye Kyon? Farmaya, Isliye Ki Ikrama Ne Ek Musalman Ko Shaheed Kerdiya! Magar Main Ikrama Ko Bhi Us Musalman Ke Sath Jannat May Dekh Raha Hoon, Yani Dono Hi Jannati Hain! Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Is Irshad Ka Raaz Us Waqt Khola Jabki Ikrama Bhi Musalman Hogaye!(Hujjatullah Alal-Aalamin, Pg-468)*********************************SABAK:-********Hamare Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Dana-A-Guyub Hain! Aapki Nazron Se Koi Baat Chupi Nahi, Hatta Ki Har Shaks Ke Anjaam Ki Bhi Aapko Khaber Hain!********************************* Namroodh Ki Ek Kamsin Ladki Ne Apne Baap Se Kaha, Abbajaan! Mujhe Ijazat Dijiye Ki M...

Kalam e bismil

Image
Kalam e bismil Yaar ko hum ne jaa baaja dekha  Kahi zahir kahi chupa dekha Kahi mumkin huva kahi vajib Kahi fani kahi baka dekha Deed apne ki thi use khavahish Aap ko hartarf bana dekha Surate gul me khil khila je hansa Shakle bulbul me chahechaha dekha Shamma hokar ke or parwana  Aap ko aap me jala dekha Karke dava kahi annal huq ka Barsare daar khicha dekha Thaa vo bartar shamo maa se niyaz  Phir vahi ab shamao maa dekha Kahi hai badshah takht nashi Kahi kasa liye gada dekha Kahin aashiq ***NIYAZ***(r.z) ki surat,Seena biryaan ho dil jala dekha. Yaa bismil Yaa bismil phiru dhundta mai kada tauba tauba Mujhe aaj kal itni fursat nahi hai, salamat rahe teri aankho ki masti Mujhe mai kashi ki zarurat nahi hai. Yeh Tark E Talluq Ka Kya Tazkara Hai Tumhare Siva Koi Apna Nahi Hai Agar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula  Doon Tumhein Bhool Janay Ki Taaqat Nahi Hai Her Ik Mour Per Ik Nayi Baat Chaaye? R...